Search This Blog

4G Technology Information What Is 4G Service For Wireless 



4G LTE Mobile Broadband Details In Urdu
2G 3G 4G LTE All Technology Information In Hindi



4G Technology Means In Urdu 4G Definition In Urdu 4G LTE In Urdu






4G Network Antenna



Samsung 4G USB Modem Dongle

Fourth Generation Internet 4G Ka Full Form 4G Technology In Hindi




4G fourth generation ka short form hai 4G ki full form Fourth Generation hai. 4G internet mobile telecommunications technology ki fourth generation hai. 4G 3G Internet ke baad launch hua. 4G Internet India mein majood hai aur Pakistan mein bhi available hai. 4G ke 2 systems Mobile WiMAX standard jo ke pehli bar South Korea mein 2007 ko use kiya gaya tha aur LTE jiska full form hai Long Term Evolution jo Oslo, Norway aur Stockholm, Sweden mein 2009 ko release kiya gaya tha.




4G Internet service providers india mein Airtel aur Reliance Pakistan mein ZONG aur Warid 4G Service de raha hai. 4G internet ko 4G Mobile mein SIM daal kar asani ke sath use kiya ja sakta hai aur agar koi 4G internet apne PC, Laptop, Notebook, Macbook ya kisi bhi device par use karna chahta hai to wo 4G Dongle jo ke bilkul USB ki shakal jesi hoti hai jaise ke aap opar picture mein dekh sakte hain ye 4G USB Modem apne computer mein insert karke easily 4G service use ki ja sakti hai. 3G service kya hai jaane ke liye ye read karen What is 3G Technology 3G Ki Jankari In Hindi


4G Network Speed Mbps 4G Ki Speed 4G Information In Hindi 4G Meaning In Urdu 4G Spectrum Meaning




4G Internet ki minimum speed requirement ya jo peak rate ya set kiya gaya hai wo 100 MBPS high quality mobility communication yani agar koi 4G Service car ya train mein beth kar use karta hai to osay 100 megabit per second ki speed milegi aur 1 GBPS (Gigabit per second) Gbit/s low mobility communication yani jo lo paidal chalne wale hain unke liye 1 GB/s internet ki speed hai.

Post a Comment

 
Top