Search This Blog

New Website Banane Ke Liye Internet Per Website Banane Ka Tarika in Hindi Website Kaise Banaye? Website Banane Ke Tarike

(Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain. 
Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam 👉 +923436002946, 03346424709)

Net Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ki Website Online Earning Membership Form Fill Karen aur Paise Kamana Shuru Karen 👉 Online Earning Membership Form

Website Banane Ke Liye Kya Kare

Apni Website Kaise Banaye in Urdu Apni Website Banaye Free Google Website Banane Ka Tarika


Dunya ki sab se sasti Web Hosting Sale jo ke 26th aur 27th May, 2019 ko sirf 2 Din ke liye lagegi ye offer hasil karne ke liye abhi visit karen.




Net Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ki Website Online Earning Membership Form Fill Karen aur Paise Kamana Shuru Karen 👉 Online Earning Membership Form


Internet se jora har shakhs taqreeban daily websites visit karta rehta hai kyunki osay apni kisi na kisi kaam mein zaroorat padti rehti hai aur wo website per jata hai apni matlab ki cheez dekhta ya download karta hai aur phir site ko band kar deta hai in sab logo mein se sirf chand log hote hain jo website ko dekhne ke elawa website banane ka zyada shauk rakhte hain website banana bhi ek hunar hai fun hai har aam shaks aik achi qism ki website nahi bana sakta. Aaj main apko website banane ke liye zarori chezen bataon ga.


Website Kaise Banti Hai

Website Banana Chahta Hu Website Banane Ke Liye Kin Cheezon Ki Zaroorat Hoti Hai?

  1. Computer
  2. Internet Connection
  3. Interest (Shauq, Lagao)
Blogger Help in Hindi

  • Computer:-
  • Internet per website banane ke liye sab se zaroori cheez aap ke pass 1 adad computer hona chahiye jis ki madad se aap website bana sakte ho.
  • Internet Connection:-
  • Website banane ke liye aap ke paas internet ka connection hona zarori hai wo bhi achi speed ke sath slow internet connection ki speed mein aap apni website per sahi kaam nahin kar sakte.
  • Interest:- Dosto jaisa k mene pehle bataya ke website dekhte toh bahut log hai lekin website ko banane wale duniya mein bohat kam hai iske bawajood competition phir bhi bahut zyada hai.

    kyun ke ahista ahista logon ka dhyan is taraf aa raha hai k unki bhi apni ek website honi chahiye isliye ab muqabla bohat sakht aur kante dar hai har koi apni website ko google mein 1st position per lane ki koshish karta hai jo ki kafi difficult kam hai khair website banane ke liye aap ki dilchaspi website mein honi chahiye apka interest apka lagao website ko banane mein hoga to phir achi website bane gi agar aap ko shauq nai to phir aap iss kaam mein na he pade to acha hai.
Net Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ki Website Online Earning Membership Form Fill Karen aur Paise Kamana Shuru Karen 👉 Online Earning Membership Form

NOTE:- AGAR AAP APNI WEBSITE BANWANA CHAHTE HAIN TO MAIL KAREN. 

EMAIL US AT :- WWW.BANWAOWEBSITE@GMAIL.COM

Website Banana Seekhain Website Banane Ke Liye Kya Karna Hoga Website Banane Ke Liye Platforms Website Banane Ki Site


How to Make Hindi Website in Wordpress
(Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain mera contact no. Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam +923436002946, 03346424709)

Website banane ke liye aap ko aik platform choose karna hoga jis per aap website banana chahte ho yani aap ko select karna hai ke aap kis service ke zariye apni website chalana chaho ge misal ke taur per Blogger yeh Google Search Engine Company ka platform hai jis per aap apna blog create kar sakte ho jise hum baad mein website bhi bana sakte hain agar aap ke paas Google ka account nahin to pareshani wali baat nahin Google Gmail Ka Account Banane Ke Liye Yahan Click Kare jiske baad ap blogger use kar sakte hain iske elawa WordPress jo k pori dunya mein sab se zyada most popular CMS (Content Management System) hai.

Agar aap apni website ko professional tarike se chalana chahte ho to phir BlueHost ki web hosting aur WP platform apke liye best hai. WordPress do qisam ka hai ek WordPress.Org jis per aap ko unke servers per apni website chalane ke liye company ko paise ada karne padte hain aur ek WordPress.Com ye bilkul muft hai iss per aap ko sirf apne email address ke zariye WordPress ka account banane ki zaroorat hoti hai agar aap ke pass E-mail address nahin hai to aap Email Address Banane Ka Tarika Yahan Click Karke padh sakte hain. WordPress.Com par aap apne jitne marzi blogs ya website bana sakte ho.
Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain. 
Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam 👉 +923436002946, 03346424709
Yaad rahe Blogger aur Wordpress.com par banai hui website hoti to website he hai lekin iske agay company ka sub domain use hota hai for example agar aap ka blog hai KyaHotaHai.BlogSpot.Com to iske agay .blogspot.com ayega phir aap ka blog open hoga istarah www.kyahotahai.blogspot.com isi tarah free wordpress hai apke blog ke naam ke baad wordpress.com ayega lekin sab se easy website banane ka tarika Weebly per hai aap Weebly.Com per jaa kar account open kar sakte hai lekin Blogger.Com aur Wordpress.Com sab SEO (Search Engine Optimization) ke lehaz se zyada best hai SEO kya hai aur iski ehmiaat kya hai aur kya apni website ko SEO karna zarori hota hai ye sab kuch Inn shaa Allah main apni next post mein bataon ga.


Apne waday ke mutabik main ne SEO ki post publish kar di hai aap SEO Ki Full Jankari aur Search Engine Optimization Ki Details meri post SEO Kya Hota Hai? What is SEO In Hindi SEO Karna Zarori Hai Ya Nahin? par click karke read kar sakte ho aap is blog ko email ke zariye bhi follow kar sakte hain jaise he main new post publish karunga aapko apne email box mein meri post receive ho jaye gi. Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain. 
Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam 👉 +923436002946, 03346424709

Post a Comment

 
Top