Li-Fi Technology Kab Ayegi? Li-Fi Technology Kya Hai?? Li-Fi Ki Internet Speed Kitni Hogi?
Li-Fi Ki Malomat in Urdu Li-Fi Tech Ki News Li-Fi Kya Hai Kab aur Kis Ne Ijaad Ki??
Li-Fi Technology in Urdu |
The Latest Technology in Wireless Communication Li-Fi Internet Connectivity Ki Nayi Ijaad Li-Fi Kaise Use Ki Ja Sakti Hai?
Li Fi Technology in Hindi |
Li Fi Technology How it Works |
Li-Fi Internet Technology Li-Fi Technology introduction Li-Fi Internet in Pakistan Li-Fi Technology in India
Recommended for You :- 4G Kya Hota Hai 4G Technology Information
Chahe aap coffee shop per internet use kar rahe hai ya phir apne kisi dost ka Wi-Fi wireless connection chori kar ke istemal kar rahe hain aap ne dekha hoga jab wireless router ke sath ek se zyada devices connect ki jati hai to phir aap ke device per connected internet ki speed slow ho jati hai aur aap ko gussa bhi aata hoga yeh hai Wi-Fi technology lekin Li-Fi technology bilkul alag aur ek nayi cheez hai. Haas jo ke aik German Scientist hai usne iss slow speed ka hal nikala hai jis ka name hai "Data Through Illumination" ye fiber optic LED ke zariye data transfer karti hain.
Jo ke ek Light Bulb ki jaise hota hai kaha jata hai k ye insaani aankh se zyada ki speed rakhti hai iske piche same infrared ka idea hai lekin infrared bht slow hoti hai ye bahut strong hai Haas German Scientist jiski ye invention hai uska kehna hai ke ye 10 MB/s se bhi zyada fast aur taiz hai jo ko aik average broadband connection se kahin badh kar hai usne kaha hai k laptops, smartphones or tablets k darmiyan data light k zariye muntaqil hoga aur yeh security ke lehaz se bhi best hoga kyunki agar aap light ko nahi dekh sakte to phir aap data bhi hasil nahi kar sakte.
Post a Comment