Search This Blog

Facebook Account Banane Ka Tarika Fb Pe ID Banane Ka Tarika Facebook ID Kaise Block Kare


Facebook Par ID Kaise Banate Hai Facebook ID Banana Hindi Facebook Par New ID Banani Hai




fb ID Kaise Banaye fb Account Kaise Banaye fb Me ID Banani Hai Facebook Ka Account Kaise Banaye




Facebook duniya ki sab se badi social networking ki website hai yahan per account banane ke liye kafi logo ko mushkil ka samna hota hai iske elawa Social Media mein Twitter dusre number per hai Twitter Ka New Account Banane Ke Liye Yahan Click Karein. Aaj main aise logo ke liye jo facebook par apni New ID banana chahte hain unke liye tutorial likh raha hun. Screenshot per Click karne se picture badhi ho jayegi aur aap asani se steps ko samjh sakte hain.

New FB ID Banana Hai Mujhe Apni Facebook ID Banani Hai






1st Step: Go To Www.FaceBook.Com






2nd Step: Apna Email address type karen agar E-Mail nahin hai to aap Email Ya Gmail Ka Account Banane Ka Tarika step by step yahan per padh sakte hain aur agar email nahin lagana chahte to phir is khane mein apna mobile number daal dein.







3rd Step: Ab yahan per apne new facebook account ka password set karen.






4th Step: Apni Birthday enter karen Pehle Month Phir Day aur akhir mein Year.


Related Post :- Skype Ki ID Banane Ka Tarika Microsoft Account Banane Ka Tarika





5th Step: Apna Gender yani jins select karen Mard hai to Male aurat hai to Female.uske baad neeche green badge button jahan per Sign Up likha hua hai osay click kar dain.







Last Step: Ye sab kuch karne ke baad agar to apne email address se account banaya hai to phir facebook wale aap ke e-mail address mein aik link bhej denge jis mein 6 Number ka code hoga wo code phir apko next step mein likhna hai aur agar aapne apna mobile number diya hai to code number aapke mobile per bhej diya jaye ga bs ab wo code number enter karen aur aap ka naya facebook account use karne ke liye ready hai uske baad aap apni profile picture or cover photo ya phir logon ko apni friend list mein add kar sakte hain agar aap ko ye post pasand aayi hai to niche thanks ke button per click kar dein.

Post a Comment

 
Top