Search This Blog

Internet Information In Hindi Language Internet Kaise Bana Internet Kaise Chalate Hai Internet Ke Bare Me Jankari Internet Ki Duniya Par Nibandh In Hindi






What Is Internet In Hindi Definition Internet Ka Hindi Kya Hota Hai Internet Kya.Com


Internet Information Technology In Urdu




Internet ek Global System hai jo mainframe computers, personal aur wireless computer networks jo internet protocol suite (TCP/IP) use karte hain jo ke pori duniya mein arbon devices ke sath jura hua hai. Ye ek network hai jo ke lakhon public, private, academic, business aur local government networks se le kar pori duniya ke network par mushtamil hai ye wasi electronic, wireless aur optical networking technologies ke sath linked hai. Internet par humain bohat baray level par malomat aur service milti hai jin mein hypertext document aur applications of world wide web (WWW) electronic mail, usenet newsgroups, telephony, aur peer-to-peer networks file sharing.
Internet pehle pehal sirf academia aur military industrial complex use karti thi. Iske bad internet ka istemal 1980's aur 1990's mein events par kiya jane laga jo ke taqatwar computers aur munasib rate ke computer par chalta tha.

Internet Ka Aviskar Kab Hua Internet Ka Aviskar Kisane Kiya Tha Internet Ki Upyogita In Hindi Internet Ki Hani In Hindi Internet Ki Full Form


Internet Ke Janam Data

Robert E. Kahn

Robert Elliott Bob Kahn ek american electrical engineer tha jis ne Vint Cerf ke sath mil kar TCP (Transmission Control Protocol) or IP (Internet Protocol) ijaad kiya. 


Vint Cerf

Vinton Gray Vint Cerf ek American inventor hai jo Internet ka baap ke naam se jana jata hai jis ne TCP/IP Bob Kahn ke sath mil kar ijad kiya aur packet switching inventors mein Paul Baran aur Donald Davies shamil hain.



Internet ek Global System hai jo mainframe computers, personal aur wireless computer networks jo internet protocol suite (TCP/IP) use karte hain jo ke pori duniya mein arbon devices ke sath juda hua hai. Ye ek network hai jo ke lakhon public,  private, academic, business aur local government networks se le kar pori duniya ke network par nirbhar hai ye wasi electronic, wireless aur optical networking technologies ke sath linked hai.




Internet par humain bohat baday level par malomat aur service milti hai jin mein hypertext document aur applications of world wide web (WWW) electronic mail, usenet newsgroups, telephony, aur peer-to-peer networks file sharing. Internet pehle pehal sirf academia aur military industrial complex use karti thi. Iske bad internet ka istemal 1980's or 1990's mein events par kiya jaane laga jo ke taqatwar computers aur munasib rate ke computer par chalta tha.

Internet Kya Hai Hindi Me Jankari Internet Ka Avishkar Kab Hua Internet Kab Start Hua Internet Kab Aaya Internet Urdu Information


Internet ki growth west mein 1990s k mid mein bahut tezi ke saath hui aur baad mein 1990s k baad developing countries mein bhi internet use kiya jane laga. 1995 se le kar 21 saalon baad yaani 2016 mein ab internet dunya ki total aabadi ka 1 tahai se zyada use hota hai. Internet ki shuruat research and development commissioned of united states government se united kingdom government aur france ki government ne 1960s mein computers ke zariye mazboot communication jin mein ARPANET jo ke United States mein, Mark 1 NPL Network jo ke United Kingdom mein aur CYCLADES jo ke france mein networks banaye.

Post a Comment

 
Top