New Website Banane Ke Liye Internet Per Website Banane Ka Tarika in Hindi Website Kaise Banaye? Website Banane Ke Tarike
(Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain.
Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam ๐ +923436002946, 03346424709)
Net Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ki Website Online Earning Membership Form Fill Karen aur Paise Kamana Shuru Karen ๐ Online Earning Membership Form
|
Website Banane Ke Liye Kya Kare |
Apni Website Kaise Banaye in Urdu Apni Website Banaye Free Google Website Banane Ka Tarika
Dunya ki sab se sasti Web Hosting Sale jo ke 26th aur 27th May, 2019 ko sirf 2 Din ke liye lagegi ye offer hasil karne ke liye abhi visit karen.
Net Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ki Website Online Earning Membership Form Fill Karen aur Paise Kamana Shuru Karen ๐ Online Earning Membership Form
Internet se jora har shakhs taqreeban daily websites visit karta rehta hai kyunki osay apni kisi na kisi kaam mein zaroorat padti rehti hai aur wo website per jata hai apni matlab ki cheez dekhta ya download karta hai aur phir site ko band kar deta hai in sab logo mein se sirf chand log hote hain jo website ko dekhne ke elawa website banane ka zyada shauk rakhte hain website banana bhi ek hunar hai fun hai har aam shaks aik achi qism ki website nahi bana sakta. Aaj main apko website banane ke liye zarori chezen bataon ga.
|
Website Kaise Banti Hai |
Website Banana Chahta Hu Website Banane Ke Liye Kin Cheezon Ki Zaroorat Hoti Hai?
- Computer
- Internet Connection
- Interest (Shauq, Lagao)
|
Blogger Help in Hindi |
|
How to Make Hindi Website in Wordpress |
(Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain mera contact no. Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam +923436002946, 03346424709)
Website banane ke liye aap ko aik platform choose karna hoga jis per aap website banana chahte ho yani aap ko select karna hai ke aap kis service ke zariye apni website chalana chaho ge misal ke taur per
Blogger yeh
Google Search Engine Company ka platform hai jis per aap apna blog create kar sakte ho jise hum baad mein website bhi bana sakte hain agar aap ke paas Google ka account nahin to pareshani wali baat nahin
Google Gmail Ka Account Banane Ke Liye Yahan Click Kare jiske baad ap blogger use kar sakte hain iske elawa
WordPress jo k pori dunya mein sab se zyada most popular CMS (Content Management System) hai.
Agar aap apni website ko professional tarike se chalana chahte ho to phir
BlueHost ki web hosting aur WP platform apke liye best hai. WordPress do qisam ka hai ek
WordPress.Org jis per aap ko unke servers per apni website chalane ke liye company ko paise ada karne padte hain aur ek
WordPress.Com ye bilkul muft hai iss per aap ko sirf apne email address ke zariye WordPress ka account banane ki zaroorat hoti hai agar aap ke pass E-mail address nahin hai to aap
Email Address Banane Ka Tarika Yahan Click Karke padh sakte hain. WordPress.Com par aap apne jitne marzi blogs ya website bana sakte ho.
Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain.
Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam ๐ +923436002946, 03346424709
Yaad rahe Blogger aur Wordpress.com par banai hui website hoti to website he hai lekin iske agay company ka sub domain use hota hai for example agar aap ka blog hai
KyaHotaHai.BlogSpot.Com to iske agay
.blogspot.com ayega phir aap ka blog open hoga istarah
www.kyahotahai.blogspot.com isi tarah free wordpress hai apke blog ke naam ke baad wordpress.com ayega lekin sab se easy website banane ka tarika Weebly per hai aap
Weebly.Com per jaa kar account open kar sakte hai lekin Blogger.Com aur Wordpress.Com sab SEO (Search Engine Optimization) ke lehaz se zyada best hai SEO kya hai aur iski ehmiaat kya hai aur kya apni website ko SEO karna zarori hota hai ye sab kuch Inn shaa Allah main apni next post mein bataon ga.
Apne waday ke mutabik main ne SEO ki post publish kar di hai aap SEO Ki Full Jankari aur Search Engine Optimization Ki Details meri post
SEO Kya Hota Hai? What is SEO In Hindi SEO Karna Zarori Hai Ya Nahin? par click karke read kar sakte ho aap is blog ko email ke zariye bhi follow kar sakte hain jaise he main new post publish karunga aapko apne email box mein meri post receive ho jaye gi.
Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye ye sari molmat lene ke liye aur mazeed malomat ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain.
Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer
Salman Moazzam ๐ +923436002946, 03346424709