Search This Blog

Video Download Karne Ke Liye Website Video Download Karne Wala Software

Net Se Paise Kaise Kamaye Online Paisa Kamane Ki Website Online Earning Membership Form Fill Karen aur Paise Kamana Shuru Karen 👉 Online Earning Membership Form

Internet Say Files Download Karne Ka Tarika

Video Download Karne Ka Software Video Download Karne Ka Apps



Internet ki duniya bohat bari hai yahan par har koi apne tarike se kaam karta hai jisko Google par search karni hoti hai wo Google Search use karta hai jo Video Game khelna chahta hai wo internet par Online Game khelta hai aur agar kisi ko Internet Se Game Download karni ho to wo game download karta hai. Website banane wale Internet Par Apni Website banate hain aur Online Paise kamate hain aur kuch jawan log Facebook Ki ID Bana kar internet par facebook use karte hain. Computer chalane waly har shakhs ka taluq Windows jo k Microsoft ka banaya hua Operating System hai zaror hota hai kyun ki Windows OS bohat simple aur easy accessible OS hai Windows kay new Versions jaise Windows 8 Windows 8.1 aur Windows 10 aur baqi Microsoft ki products jaise Microsoft Office Online Microsoft Skype etc use karne ke liye aap ke pass Microsoft ka account hona zarori hota hai jisy aap meri post Microsoft Ka Account Banane Ka Tarika par read kar sakte hain.

YouTube Ki Video Kaise Download Kare


YouTube Ki Videos Download Karne Ka Asan Tarika

YouTube is waqt puri dunya ki sab se popular video sharing website hai jahan par croron log apni videos daily share karte hain. YouTube par aap ko har kisam online video mil sakti hai lekin aksar auqat hamare pass internet ki sahulat majood nahin hoti jiski wajah se hum internet se video ko download karna chahte hain. Video download karne ke liye software ki zarorat parti hai. Internet se video aur har kisam file download karne ke liye sab se Best Software IDM yani Internet Download Manager hai jo aap ko internet se har type ki file download karne ki saulat deta hai. Internet download manager ko download karne ke liye aap neche diye gaye link par ja kar Internet Download Manager ko download kar sakte hain.



IDM install karne ke baad ye automatically aap ke computer mein install kiye hue browser ke sath attach ho jata hai bas aap ne isko pehli baar enable karna hota hai jaise Google Chrome mein IDM ki extension IDMGCExt.crx hai jab aap IDM install karne ke baad Google Chrome ko open karne ge to Chrome aap ko khud puche ga ke IDM extension ko Enable karna hai ya Remove karna hai aap ne remove par click kar dena hai uskay baad aap Google Chrome Browser ko ek bar close karke dobara open karen aur koi bhi video ki site jaise YouTube ya Facebook ko open karen aur video play karen jab video play hogi to video k corner mein IDM ka download option aa jaye ga wahan se aap kisi bhi quality ki video ko download kar sakte hain.

Download Internet Download Manager

Facebook Se Video Download Kaise Kare




Internet download manager na sirf aap ko internet se youtube video download karne aur baqi files download karne ki option deta hai. Balky iske zariye aap kisi bhi video website jaise ab log facebook par bohat sari videos dekhte hain wahan se bhi aap IDM k through video ko easily download kar sakte hain.

Internet Se Fast Download Kaise Kare




IDM dunya ka most popular download manager ban chuka hai kyun ki ye istemal karne mein bahut asan hai. Aap ko agar ko bhi file bohat jaldi download karni hai to Internet Download Manager se acha koi software nahin milega lekin shart ye hai k aap ke pass internet ki speed bhi fast honi chahiye phir aap easily file ko download kar saken ge.

Post a Comment

 
Top